Apps kese banaye Apps se pese kese kamaye Part 3
Apps kese banaye Apps se pese kese kamaye Part 3
Hello friend My name is jignesh raval mery hindimehelpfull website me aap ka swagat hai friends hum aaj baat karenge apne Apps part 3 ke bare me jo log naye hai vo log pahle mery pahli or dusri post ko padh le kyu ki vo post bina dekhe app yahape padho ge to aap ko kuch bhi pata nai chale ga ok friends to Friend hum ne iske pahle wali Post me flash screen banaya tha iske baad humne chod diyatha vahise hum aaj continue Karenge to Friend is post me me pura apps banana Sikha Dunga is post Mein Hum app banane ka kaam pura kar denge ok friends
to Friend humne agle wali post me sikha tha ki flash screen ko kaise design Kiya jata hai Aaj Mai sakunga ki start button Kaise Lagaya jata hai aur content main page Jo Apna section Hota Hai woh main aaj bataunga ki kaise banate hai a friends me pahle hi Bata deta hu ki yeah post bahut lambi Hogi aap Dhyan se padhna aur samajhna ok to Friend sabse Pehle Hum Ek start button Banayenge Kyuki aap me Koi Bhi aayega to start button pe click Karke app me Ja sakta hai ok button lagaane ke liye user interface hai wahi pe main click karunga to Friend mene aapko pahli post me bata diya tha ki button kiss side hai ok left side me jo button likha hua hai isse aapko click karke jo aapne pahli Post me logo lagarakha tha iske niche aake chod dena hai ok mene niche image me bataya hai aap dekh sakteho kahase button pe click karna hai or kaha lagana hai ok
apps kese banaye Image |
Friend ab right side mein customisable palate hai iss me jake aap pura apne button ko change kar sakte ho jaise ki colours size ok to sabse pahle to hum jo button likha hua hai isme jake button ko nikaal ke start likhna hai to aap side mein jake text likha hua hai isme aap click Karke Yaha Pe start LICkh dijiye ok to aa jayega Aap Yahan Pe Koi image Lagana chahte ho toh bhi Laga sakte ho Apne Jaise Logon Lagaya Tha waise image ko upload Karke Laga sakte ho right side me image ka option hoga ok or app colour change karna chahte ho toh right side mein background colour likha hua hai isme ja ke app colour change kar sakte ho iske baad aap ko bolt karna hai to aap right side mein font Bolt likha hua hai isme check out Karke bolte kar sakte ho ok ab aap ko kya karna hai add screen pe click karna hai jo right side me Upar or aur hoga OK Main image mein bataya hai aap dikh lijiye ga ok
apps kese banaye Image |
iss pe click karne ke baad app ko koi name dede na hai contact name to me name dedetahu Main page ok aap ko yaad rahe vesa name aap dedijiyega ok or phir ok karlena hai to aapke samne Main page open hojaye ga ab aapko Main page me design ka kaam karna hoga ok sabse Pehle To Upar ki aur jo Main likha hua hai usse Hata dena hai toh maine bataya tha right side mein Neeche title visible usko check out kar dena hai to vo naam Chala Jayega ok ab the friends aapko aap ko Pasand Aaye Aisa design karna hai main system hi aap ko bataunga Ki Aisa karna hai ok ab aapko button ko lena hai to left side mein button pe click Karke screen pe la ke chod dena hai ab aap ko size change karni hai to me niche with me jake fill parents ko check in kardunga to jo pura size apni screen pe uperki or aajaye ga ab kya karna hai ki aap ko bhich me lana hoga to sabse pahle aap collars setkarde size jo mene bataya tha vesehi aapko jobhi change karna hai woh change kar dijiye ok aur aap ko name de dena hai me text me jaake contact name de deta hu aap jobhi name do vo yaad rakhna hai ok iske baad content likhahua hai usko bichme lane ke liye aap ko right side mein Neeche text alignment likha hua hai isme jake Centre ko select kar dena hai ok to Aapka content likha hua beech mein aa jayega maine content Naam diya tha aapne jo bhi diya hai woh beech mein aa jayega ok iske baad ab aapko right side mein front Bolt likha hua hai to aap ko bolte kar dena hai ok ab yahape aapko kitni tips hai vo likhni hai to aap ko button pe click karke screen pe lake chod dena hai aapko jitni bhi tips batani hai itne button yahape screen pe lagade iske baad hum karte hai vese hi aap kardijiye jese collar size name vo sab dedijiye mene do rakhi hai tips to me tips 1 or tips 2 name dediya hai aap ko jyada tips daalni hai kyu ki me to aapko batane ke liye do tips liya hai aapke app me jitni tips jyada hogi utna app aapka chalega ok iske baad aap ko
Arrangement karna hai aapko wo tips Ko niche le aana hai to ab phirse layout Mein jaake horizontal arrangement pe jaake click karke tips likha hua hai iske uperki aur se lake blue colour aye tab chod dena hai ok
apps kese banaye Image |
ab aap ko do or page naye banane hoge kyu ki tips 1 or tips 2 me koi click kare ga to aap ki jo puri tips hai jo pura contact hai vo banana hoga to aab aap ko jitne bhi button lagaye hai to aap ko itne page bana ne hoge ok ab aap ko add screen pe jaa ke me tips 1 ke liye A likhdeta hu or tips 2 ke liye B ok aap ko jobhi name likhna hai vo likh sakte ho ab aap ko jab aap tips 1 ke liye add screen me jaake name likho ge to aap usme chale jaoge to aap ko mene bataya vese tex mene a likha hua tha to me yahase a ko nikaal deta hu mene aap ko sikhaya hai Right side me jaake kese nikaal te hai vo ok to vese hi aap nikaal di jiye iske baad aap ko yahape jo ki mene health tips ke uper app banaivthi thi to me fruit or vegetable do tips likhi ti to aap ko naya labels leke aap ko jobhi name likh na hai vo likh sakte ho me fruit ke uper likha tha to me uprer label me route likh deta hoon ok iske baad aap ko sab colors vo sab setvkardena hai ab aap ko yahape puri tips likh ni hai bhirse label me jaake Rebel ko screen pe laga dena hai to yahape pura contact likh na hai ok ab label ko screen pe Lagane Ke Baad yahape size badakarna hoga kyu ki yahape full content likh na hai aap ka jitna bada contact ho itna bada size karle na mene bataya tha vese hi ok iske baad aap chahe to colour bhi change kar sakte ho iske baad right side mein Maine bataya tha Jo Upar likha hai woh right side mein jaake Tex me label 2 ko Hata dena hai or yahan pe pura content Apna Dal dena hai ok iske baad mene bataya tips 1 me jo banaya vese hi aap ko tips 2 me jaake banadena hai sab ok
ab sabse important baat hame asab banaya to hai lekin upe koi click kare ga to vo kaam nai kare ga iske liye hame kyaa karna hoga ki me batata hu vese karna hai tabhi koi apne start button ya to tips aap ne jo bhi likha hai uss pe click kare gato vo kaam kare ga ok ab aap ko in button ko action me lana hai abhi tak Humne sirf design hi ki hai ok to sabase pahle to hame uper ki or aap ko designer or blocks ka options miljaye ga abhi hum designer mein hai Hame blocks Mein Jaana Hai toh ab designer ke side mein jo blocks likha hai uss pe aap ko click karna hai ok ab right side mein jo Upar ki Aur Hoga Ki aap konsi screen mein ho AAP image mein bhi dekh sakte ho maine bata rakha hai ok aapko Pehle screen Mein Hi Rehna Hai ok aap ne jo bhi screen 1 me kiya hoga woh left side Me screen 1 likha Hoga Uske niche Apne Jo Bhi Kiya hoga woh bataya Jayega ok aap dekh sakte ho aap ne kya kya kiya uske baad aap ko vahise button 1 ko silect karna hai aap ne jo screen 1 me start botton lagaya tha vahi hai isspe click karke aapke samne option aajaye ge isme se pahla when button 1 click do likha hoga uspe click karerahna hai or screenpe lana hai or chod dena hai ok iske baad left side mein Pehelea control likha hua option hoga isme jana hai or upe click karna hai aapke Samne Kai Sare option aa jayenge isme aapko niche jana hai aur Open another screen screen name ka options miljaye ga ispe click karke aapne jo pahla option lagaya tha isme bhichme khali jagah thi usme set karlena hai image me dekh lo vesehi abhi to dusra bakihai sab hum lagadenge to niche image me hai vesa ho jaye ga ok ab left side me tex ke options pe click karke sabse pahla options hai isko hame lake set karlena hai hame jo pahle option liya tha iss me aap niche image dekh lo aap ko pata chal jaye ga ok
apps kese banaye Image |
ab me ne content ka name Main diya tha pata hai na ab jo option hamne liya hai isme bich me jagahai isme aap ko vo likh dena hai aap ne jo bhi name diya hoga vo yahape likh dena hai jo thodasa red colour ka hamne last wala options liya tha isme aap image me dekh lo ok friends or ak baat ki aap ne jese name likha hai vese hinlikh na ki capitol me likha ho to yaha bhi capitol me hi likh na ok ab aap ke app me koi start button pe click karega to main name hamne diya tha vo page pe vo chalajaye ga ab hame main page pe kaam karna hai ok to bhir se Block me jaa ke main page ko select karlena hai hamne pahli baar screen 1 me kaam kiya tha ab main page me karna hai ok ab left side me hamne button banaya tha ise select karna hai hamne tips 1 jo banaya tha vo button 1 hai or jo tips 2 banaya tha vo button 2 hai ok ab button 1 ko silent karna hai or mene bataya tha vese hi sab set karna hai ok or jo mene vo screen wala jo options hai isme name likh hai to hum main page me tips 1 pe click kare ge to hamne A name se dusra page banaya tha patahai na to isko hame yahape A likh dena hai vese hi ham button 2 ko silect karenge or vese hi sab karna hai ok ab aap ko vo sreen me mane B name ka page banaya thavto me B silect karleta hu aap ne jobhi name likha ho vo likh do ok
to Friend aap ke apps me koi bhi start ke button pe ya to tips ke button pe click kare ga to ab kaam kare ga kyu ki hum action me le aaye hai ok friends to melte hai ab dusri post me me iss post me itna hi sikhaunga hum next post me or sikhenge ok friends.
Comments
Post a Comment