Apps kese banaye Apps se pese kese kamaye Apps Part 2
Apps kese banaye Apps se pese kese kamaye Apps Part 2
Hello friend My name is jignesh raval mery hindimehelpfull website me aap ka swagat hai friends me aaj Apps ke uper dusra post leke aaya hu me har Post me puri dittals me bataunga Apps ke uper jyada post hogi lekin me puri dittals me bataunga iss se aap ko bahot hi aasan se Apps banake earning karpao ok friends jisne mera pahla post nai dekha vo log pahle meri pahli post ko dekh le iss se aap ko bahot help hogi to Friend hum start karte hai ok
hello friend hum aaj ki post me apps kese banate hai vo sikhenge aap ko me ak asi website me Apps banana sikhaunga ki aap iss website me se bahot hi achi tarah se apps bana paoge ok friends aap mobile se bhi iss website pe Android apps bana sakte ho to Friend iss website ka name hai Thunkable iss website me janeke liye mene niche link de rakhi hai aap vahise bhi jasakte ho yato link ko copy karke baad me kisibhi browser me jake past karke bhi jasakte ho ok iss website me jane ke liye yaha click kijiye ab aap iss website ko Open karoge to aap ke samne mene niche image de rahi hai vesa interface dikhne ko milega
iss website me aane ke baad aap ko image me mene bataya hai sign in with google pe click karle na hai iske baad aap ko register karlena hai register karle ne ke baad aap ke samne ak naya page open hoga aap ko iss website me puritarase sabkuch change karsakte ho aap iss me kai sare aap ko jo bhi pasand hai vo sab karsakte ho jese ki collars aap ke apps ka icon vo sab aage baat karte hai me puri dittals me batane wala hu ok to Friend aap jab register karloge iske baad
Friend sabse pahle me aap ko batadu ki iss website ke baare me me aap ko do chije sikhaunga sabse pahle to iss website me konse konse tools hote hai vo or dusra in tools ko aap ko kin kin tarah se use karna hai vo or apne apps ki Home screen ke baare me ok example aap koi bhi Apps open karte ho to aap ke samne iss apps ka logo dikhai dega vo or Home screen colors isi ko flash screen kaha jata hai to me aap ko iss post me vahi batanewala hu ok iss se aap ke apps bhot achi dikhai degi or a sab kese design Kiya jata hai ok friends mene uper ki or image lagarakhi hai aap jab register karloge to aap ke samne asa page open hoga ab aap ko upper ki or ak create new app ka button dikhai dega aap ko uss pe click karlena hai ab aap ke samne ak naya page open ho jayega iss me aap ko apne apps ka name likh ke aap ko kin name ka app banana chahte ho vo name likh ke ok kardiji ye ok me abhi health tips pe Apps banaunga to mene a name diyahai ok aap jobhi apps banate ho uska name yahape desakte ho ok iske baad aap ke samne ak Box banke ajaye ga aap ne apne App ka name jo bhi likha hoga vahi name iss box me likha hoga aap ko iss box pe click karlena hai iske baad naya page open hoga jo mene niche image me bataya hai vesa aap ko yahi pe apps ka design, logo vo sab karna hai ok
ab aap ke samne dono side apps banane ke bare me diya hua hai aap ko iss ki maddad se hi App ko banana hai ok ab yahape aap ko do tarah ke tools mil jaye ge ak hoga right hand aur dusra left hand ke taraf ok jo left hand ki or hai vo bahot hi important hai isko hum design planet bolte hai design planet ese Kehte Hai Ki Yaha se koi bhi chije aap apne apps me laga sakte ho ok jeseki koi button lagana chahte ho to vahase lagasakte ho koi image tax labale etc ok aap design planet Se Laga sakte ho jese ki aap ko button ko lagana hai to aap ko button pe click karke bich me jo wite sab aaraha hai vahipe aap ko apps banani hai aap ko iss wite sreen pe lake chod denahai ok ab him right wale ke baare mein baat karte hain is Se Hum customisation kahte hai ya to property section kahte hai ok jese ki hum ne jobhi left side design planet se jobhi apne apps me lagaya ho use hum customisation karsakte hai ok jese ki me yaha pe lele tahau example aap ko batane ke liye mene ak button yato koi tax le liya to muje right hand ke side jo customisation kehte hain vahise hi me sab kuch chenge karsakta hu jese ki muje collars change karna ho to yato size kum or badhani ho yaniki chota mota karna ho vo sub muje right hand ki side jo customisation hai vahi se hi set up karna hoga ok friends aapko pata chalgaya na muje lagtahai chalgaya hoga ok friends to do chije hai jo ki left hand side main use hum design planet bolte hai hai aur jo right side mein hai usse Hum customisation bolte hai ok ab me batane walahu ki android ki flash screen ko kese design Kiya jata hai flash screen design aap ko sabhi apps me sem hi tarika hai ok jese me batata hu vese sabhi apps me aap karsakte ho ok jese ki hich me ak mobile hai iss me screen pe screen 1 likha hua hai to sabse pahle humko vo hatana hoga to Friend aap ko right side ki aur Neeche jaana hai aap ko title visible name ka ak options hai ise humko check it hai ise humko check out karna hoga to jo screen 1 likha tha vo chalagaya ok ab aap ko home page pe jo colors hai vo chenge karsakte ho iske liye hame right hand ke side me hai customisation isme aap ko background colour ka options hai isme jake aap apne mutabit collars chun sakteho ok aap ko jobhi pasand aaye vo iske baad aap ko collars nai dena hai aap ko koi image lagani hai to aap background image name ka options miljayega right hand ki side ok to aap vahase photo upload karke lagasakte ho ok iske baad aapne dekha hoga ki sabhi apps me ak logo aata hai to aap bhi vesa logo lagasakte ho jab koi aap ka apps open kare ga to aap ne jobhi logo lagarakha hoga vo logo use dikhai dega ok to hame logo lagana hai to kya karna ho ga ki left hand ki side ak Image name ka options miljayega uspe click karke bich me mobile jesa dikhai detahi ussme aap ko lake chod dena hai aap ne jobhi logo banaya ho uss logo ko aap upload karke yahape lagasakte ho ab logo upload kese karna hai to right hand ki or picture name ka options miljaye ga usme non selected hai issme jake aap ko logo aap ne banake rakha hai use upload karlena hai ok ak baat ki aap jo koi logo internet se download karte ho to issme editing karke hi apne apps me lagaye kyu ki aap jab play store me upload karoge to copy ka problem na aaye ok ab aapne upload to karliya lekin logo bahot hi bada dikhai deta ho to aap right hand ke site me height with name ka do options miljayege aap vaha pe click karoge to aap ke samne chote se box dikhai dega isme aap jitna logo ki size rakhana chahte ho utni rakh sakte ho ok jese ki 100 vese hi agar aap ko 100 rakhni hai to aap 100 likh ke ok kardo ok istarase height or with dono me aap apne mutabit size silect karsakte ho ok logo uper ki or aa rahahai hame ab hum kya kare to Friend aap ko left hand ke side ak layout name ka option miljaye ga issme pe aap ko click karna hai ab aap ke sam ne ak horizontal arrangement name ka option mil jayega aap ko iss pe click karlena hai or aap ko jo logo tha isske uperse side se dheere dheere lana hai jabbhi aapke samne blue color dikhai de aap ko vahipe chode denahai ok aap ka logo niche aajaye ga ok lekin aap ko lagta hai hai ki yahape ak box aagaya iss se aap ko darbeki koi baat nai aap jab App banaloge Play Store pe published karloge to vo box chalajaye ga ok ab aap ne logo to lagadiya lekin aap ko lagata hai hai ki mera logo jab log apps ko open kare issvakt logo speen karte huye aaye gumta hua aaye to aap vo bhi kar sakte hai vo bhi aap ko right hand side customisation se hi karna hai ok to Friend me aapko aaj hi vo sab nai bataunga kyu ki vo sab me aajke din me hi batadunga to aap achese samaj nai paoge isliye me aap ko dheere dreere se samjaunga vo sab hum next post me dekhenge ok friends abhi tak aap ka apps bana nai hai abhi to aapke apps me start button lagana hoga vahape click karke log aake apps me aage ja sake ok friends to hum vo sab next post me dekhenge.
Friend mene aapke liye ye apps ke uper post likhna shurukiya hai aap sahise apna apps banake earning karpao issliye ok friends to chalte hai milenge next post me.
Thunkable website home page |
iss website me aane ke baad aap ko image me mene bataya hai sign in with google pe click karle na hai iske baad aap ko register karlena hai register karle ne ke baad aap ke samne ak naya page open hoga aap ko iss website me puritarase sabkuch change karsakte ho aap iss me kai sare aap ko jo bhi pasand hai vo sab karsakte ho jese ki collars aap ke apps ka icon vo sab aage baat karte hai me puri dittals me batane wala hu ok to Friend aap jab register karloge iske baad
Thunkable website page |
Friend sabse pahle me aap ko batadu ki iss website ke baare me me aap ko do chije sikhaunga sabse pahle to iss website me konse konse tools hote hai vo or dusra in tools ko aap ko kin kin tarah se use karna hai vo or apne apps ki Home screen ke baare me ok example aap koi bhi Apps open karte ho to aap ke samne iss apps ka logo dikhai dega vo or Home screen colors isi ko flash screen kaha jata hai to me aap ko iss post me vahi batanewala hu ok iss se aap ke apps bhot achi dikhai degi or a sab kese design Kiya jata hai ok friends mene uper ki or image lagarakhi hai aap jab register karloge to aap ke samne asa page open hoga ab aap ko upper ki or ak create new app ka button dikhai dega aap ko uss pe click karlena hai ab aap ke samne ak naya page open ho jayega iss me aap ko apne apps ka name likh ke aap ko kin name ka app banana chahte ho vo name likh ke ok kardiji ye ok me abhi health tips pe Apps banaunga to mene a name diyahai ok aap jobhi apps banate ho uska name yahape desakte ho ok iske baad aap ke samne ak Box banke ajaye ga aap ne apne App ka name jo bhi likha hoga vahi name iss box me likha hoga aap ko iss box pe click karlena hai iske baad naya page open hoga jo mene niche image me bataya hai vesa aap ko yahi pe apps ka design, logo vo sab karna hai ok
Thunkable website page |
Friend mene aapke liye ye apps ke uper post likhna shurukiya hai aap sahise apna apps banake earning karpao issliye ok friends to chalte hai milenge next post me.
Comments
Post a Comment