Bettry ki 3 secret trick A post ko padh ne ke baad kabhi aapki bettry khatam nai hogi
3 secret trick Mobile ki bettry lambe samay tak rakhne ki & nukshan
Hello friends mera name jignesh raval hai aap sabka mery hindimehelpfull website me swagat hai me aap ke liye aaj asi 3 trick leke aaya hu agar aap mene bataya isstarah se flow karte rahoge to aapki bettry kabhi khatam nai hogi aaj kal sabka yahi problem hai vo roj garse full bettry karke nikalte hai lekin office ya kahee gumne gaye ho aap vapash aaoge ise pahle aapki bettry khatam hojati hai or iss baat ko leke aap sabko bahot gussa aata hoga to friend me aap sabko 3 secret trick batane valahu aap flow karte rahna aapki yah problem dur ho jaye gi to chalte hai friend apne topicpe.
Friend aaj me aap sab ko 3 trick bataunga iss mese 1 trick me bataunga ki aap ki bettry jald kyu khatam ho jati hai or 2 trick me kuch thodasa settings karna hai to chalte hai friend pahle topic pe
1. 4 mistake aap karte ho vo
1. aap apne Mobile ko charge karte vakt Mobile cover ko nikalte nahi or charge me rakh dete ho iss se kya hota he ki apna mobile over hit hojata hai or charge honeme bahot time lagta hai kamse kam 3 hours ho jate hai or fast lo hojata hai to aap apne Mobile ko cover se nikal ke charge me rakhe agar aap apne Mobile ko cover se nikal ke charge karte ho to aapke mobile ki bettry bhi fast charge ho jayegi or koi nukshan bhi nai hoga aapke mobile par.
2. second galti bahot log karte hai lekin unsabko pata nahi hai kuch log apne mobile ko computer se ya laptop se charge karte hai unke pass charger hota hai phir bhi or jobhi charger mila unse charge kardete hai iss se aapki Mobile ki bettry bigad jati hai to aap apne charger sehi charge kare agar apna charchar bigad gaya hoto naya lelo lekin jiss company ka apka mobile hai unkahee charger lelo or phir charge karo apne mobile ki bettry jald khatam bhi nai hogi or fast charge bhi hoga
![]() |
Mobile ki bettry problem |
3.apne mobile ko switch off ya flight mode kiye bina hi charg me rakh dete ho iss se kya hota hai ki apne mobile ka network searching me rahta hai or apna mobile charge hota hai or network searching bhi on rahtahai isse apka mobile charge bhi jald nahee hoga or bettry ko bhi bigad deta hai to jab bhi charge karte ho aap to mobile ko which off ya flight mode karke charge me rakho.
4.apna mobile 90% ya jyada se jyada se jyada 95% hi kare kyu ki log yahee sochte hai ki Mobil ko 100% kardete he to mobile ki bettry jyada chale gi jald khatam nahee hogi to aap ki soch galat hai aap Mobile ko jyada se jyada 95% hee charge kariye iss se aap ki bettry jald khatam nai hogi or bettry ki life bhi badhegi .
2. Trick iss me aap ko apne mobile me thodi si setting karni hogi me step by step bataunga flow me
1.friend aap ko sabse pahle apne mobile ke settings me calajana hai uss ke baad aap niche aaoge to Bettry ka opsan miljaye ga aap bettry ke opsan pe click karoge to aapke mobile me ni che bataya jaye gaki jyada bettry kaha par using hoti hai jyadatar logoko apne mobile ke screen brightness yani ki screen ki lait se jyada bettry khatam ho jati he aap jab bhi Mobile ko use na karte ho uss time screen ki liteko kam rakhe aap ke mobile me jin jin vajase bettry jyada use hoti ho aap ko usse kam use karna yani ki jab kaam ho tabhee use kiya karo issme aap ko bettry optimization ka opsan miljaye ga uss par click karna hai or jese ki mene niche image me bata ya hai
Aap bettry optimization par click karo ge uske baad Agar aap ke mobile me optimiza par hai to aap ko all app pe click karle na hai isske baad aapke samne save kar lena hai iss se kya ho ga ki aap koi bhi app open karoge tabhi aap ke mobile me running karegi agar aapke mobile me ye settings nahi karte to apne mobile me sabhi app run karti hai or aapke mobile ki bettry jald hi khatam ho jati hai iske baad mene niche image me bataya hai vesa settings aaja ye ga aap jab save karke uss par click karoge tab
to friend aap ko a settings karleni hai uske baad second seting mene niche batai hai .
2. Second seting hai : vo bhi aap ko yahaparhee karni hai Mobile settings me aap ko wifi pe click karna hai uske baad aapko wifi settings me jana hai yaha par aap ko keep Wi-Fi on during sleep name ka opsan miljayega uss pe click karna hai or only when plugged in iss se kya hoga ki jab bhi aap apne mobile me Internet use karoge tabhi Wi-Fi on rahe ga to a settings karne ke baad aap ki bettry jald khatam nai hogi to friend chalte hai hamm apne 3 topic pe.
3. Mobile ki Bettry ko 4 guna chala ne ki secret trick
1. To friend aap sab log kya karte ho ki aap Mobile me earphone lagate ho kuch song sunne ke liye ya call par baat karne ke liye jab aap ka kaam pura ho jaye tab earphone ko nikal liya karo kyu ki aap ke mobile me jab tak earphone laga rahe ga tab tak aap ke mobile ki bettry use hoti rahegi vo kese ki apna earphone laga hota hai tab mobile se earphone me current saplay hota rahta hai iss ke karan aap ke mobile ki bettry bahot jald khatam ho jaati hai to friend aap Mobile tabtak earphone lagaye rakhe tab tak jab aap ko kaam ho bhir nikaal liya karo ok.
2.whats aap : friend aap sab ko pata hoga ki whats app ak asi application hai jo app ke mobile ke background me processing karti rahti hai or uss ke bajese apna mobile me bettry kamm chalti hai to aap ko whats app me kuch settings karni hai me steb by step bataunga aap flow karte rahna sabse pahle aap ko whats app me chale jana hai uss ke baad whats app settings me jana hai ab aap ko ab aap ko deta usege pe click karna hai ab aap ke samne media auto download me 3 opsan hoge vo sabb aap ko band karlena hai when using mobile data , when connected on Wi-Fi & when roaming a 3 settings ko aap ko of karlena hai iss se kya hoga ki auto download band hojaye nge aap ke mobile me jab bhi koi image ya video audio vo sab aayenge to aap khu dekh ke baad me download karsakte ho isse aap ka Internet or bettry dono kamm use hoge .
3. Facebook : friend aap ko 3 settings Facebook me karna hai agar aap ka Facebook app puranahai to aap ko sabse pahle update karlena hai iske baad Facebook ko open karna hai ab aap ke samns upar ki or 3 line dikhai degi uss pe click karna hai uske baad aap ko niche chale janahai or yaha par aap ko data sever ka opsan miljayega uss par click karna hai jab aap ka Facebook app update hoga tabhi data sever ka opsan hoga to data sever pe click kane ke baad aap ke samne asa page aaye ga jo mene niche image me bataya hai
To friend image me bataya mujab aap ko isa settings ko on karlena hai jiss se kya hoga ki aap ke mobile me background processing nai hogi jab app Facebook open karte ho to auto play hoja ta hai video inki vajse processing hota hai apne mobile me jab app Facebook open karte ho turant video on hojaye ga isse aap ke mobile me mettry bahot he fast low hojati hai
4. Hotspots : to friend aaj kal jio chalraha hai to aap ka hotspot on karne ke baad off karna bhul jate ho to apna kaam pura hojaye tab hotspot of karliya karo isse aap ke mobile ka net bhi koi aur nai use karpaye ga or bettry bhi bach jaye gi
To friend me ne batai hui jankari kesi lagi comment box me bataiye ga agar aap mere batai jankari ko flow karte rahoge to to friend aap ko bahot use full hoga friend aap ko jesi jaankari chahiye vo comment box me likh dena me jald hee post banadunga to friend meri dusri post ko padhiye ga aap ko bahot hee help full hogi mene erning ko bhi post dali hai me ne home page ka link niche dala hai aap uss par click karke ja sakte hai.
![]() |
Mobile bettry settings |
Aap bettry optimization par click karo ge uske baad Agar aap ke mobile me optimiza par hai to aap ko all app pe click karle na hai isske baad aapke samne save kar lena hai iss se kya ho ga ki aap koi bhi app open karoge tabhi aap ke mobile me running karegi agar aapke mobile me ye settings nahi karte to apne mobile me sabhi app run karti hai or aapke mobile ki bettry jald hi khatam ho jati hai iske baad mene niche image me bataya hai vesa settings aaja ye ga aap jab save karke uss par click karoge tab
![]() |
Mobile ki bettry jyada chalane ki settings |
2. Second seting hai : vo bhi aap ko yahaparhee karni hai Mobile settings me aap ko wifi pe click karna hai uske baad aapko wifi settings me jana hai yaha par aap ko keep Wi-Fi on during sleep name ka opsan miljayega uss pe click karna hai or only when plugged in iss se kya hoga ki jab bhi aap apne mobile me Internet use karoge tabhi Wi-Fi on rahe ga to a settings karne ke baad aap ki bettry jald khatam nai hogi to friend chalte hai hamm apne 3 topic pe.
3. Mobile ki Bettry ko 4 guna chala ne ki secret trick
1. To friend aap sab log kya karte ho ki aap Mobile me earphone lagate ho kuch song sunne ke liye ya call par baat karne ke liye jab aap ka kaam pura ho jaye tab earphone ko nikal liya karo kyu ki aap ke mobile me jab tak earphone laga rahe ga tab tak aap ke mobile ki bettry use hoti rahegi vo kese ki apna earphone laga hota hai tab mobile se earphone me current saplay hota rahta hai iss ke karan aap ke mobile ki bettry bahot jald khatam ho jaati hai to friend aap Mobile tabtak earphone lagaye rakhe tab tak jab aap ko kaam ho bhir nikaal liya karo ok.
2.whats aap : friend aap sab ko pata hoga ki whats app ak asi application hai jo app ke mobile ke background me processing karti rahti hai or uss ke bajese apna mobile me bettry kamm chalti hai to aap ko whats app me kuch settings karni hai me steb by step bataunga aap flow karte rahna sabse pahle aap ko whats app me chale jana hai uss ke baad whats app settings me jana hai ab aap ko ab aap ko deta usege pe click karna hai ab aap ke samne media auto download me 3 opsan hoge vo sabb aap ko band karlena hai when using mobile data , when connected on Wi-Fi & when roaming a 3 settings ko aap ko of karlena hai iss se kya hoga ki auto download band hojaye nge aap ke mobile me jab bhi koi image ya video audio vo sab aayenge to aap khu dekh ke baad me download karsakte ho isse aap ka Internet or bettry dono kamm use hoge .
3. Facebook : friend aap ko 3 settings Facebook me karna hai agar aap ka Facebook app puranahai to aap ko sabse pahle update karlena hai iske baad Facebook ko open karna hai ab aap ke samns upar ki or 3 line dikhai degi uss pe click karna hai uske baad aap ko niche chale janahai or yaha par aap ko data sever ka opsan miljayega uss par click karna hai jab aap ka Facebook app update hoga tabhi data sever ka opsan hoga to data sever pe click kane ke baad aap ke samne asa page aaye ga jo mene niche image me bataya hai
![]() |
Bettry trick Facebook data sever settings |
To friend image me bataya mujab aap ko isa settings ko on karlena hai jiss se kya hoga ki aap ke mobile me background processing nai hogi jab app Facebook open karte ho to auto play hoja ta hai video inki vajse processing hota hai apne mobile me jab app Facebook open karte ho turant video on hojaye ga isse aap ke mobile me mettry bahot he fast low hojati hai
4. Hotspots : to friend aaj kal jio chalraha hai to aap ka hotspot on karne ke baad off karna bhul jate ho to apna kaam pura hojaye tab hotspot of karliya karo isse aap ke mobile ka net bhi koi aur nai use karpaye ga or bettry bhi bach jaye gi
To friend me ne batai hui jankari kesi lagi comment box me bataiye ga agar aap mere batai jankari ko flow karte rahoge to to friend aap ko bahot use full hoga friend aap ko jesi jaankari chahiye vo comment box me likh dena me jald hee post banadunga to friend meri dusri post ko padhiye ga aap ko bahot hee help full hogi mene erning ko bhi post dali hai me ne home page ka link niche dala hai aap uss par click karke ja sakte hai.
Comments
Post a Comment