PayPal account kese banaye full dittals hindi me
PayPal account kese banaye full dittals in Hindi
hello friend My name is jignesh raval mery hindimehelpfull website me aap ka swagat hai friends aaj me PayPal account kese banaye iski jankari dunga aaj kal payment PayPal se bahot log lete hai sabse pahle to batadu jinlogo ko pata nai hai inlogo ko ki paypal ake asa platform hai ki online pese receive karne mein aur bhej ne me bahut hi use full hai PayPal account ki jarurt tab padti hai jab aap online kisi ko pese bhejne ke liye or lene ke liye aaj kal online kaam bahaot ho gaye hai or asi bahot sari website hai jo PayPal me hi payment karti hai dusra koi option nai hota hai tab aap iss website me work kaam karte ho tab aap ko paypal ki jarurat padti hai jese ki freelancing article likhne pe pesedeti hai kuch site uss sab website pe PayPal account use hota hai ok to Friend chalte hai ki PayPal account kese banaye ok
sabse pahle aap ko koi bhi ak browser me chale jana hai uske baad search karna hai PayPal New account uske baad aapko paypal ki website open kar leni hai wahape PayPal ki website Show hogi aap ko sahivse PayPal ki website open Karoge aapke Samne Aisa aayega image dekhiye
PayPal ka Home page |
iske baad mene Image me bataya mutabik sign up ya sign up for free pay click kijiye maine Upar ki aur Image me bataya hai sign up sign up for free per click kijiye uske baad aapke Samne Ek Naya page open hoga iss me aap ko Indirevidual account ya to business account Dono mein se ek choose kar lena hai Indirevidual account hai vo personal account se Jana jata hai jaise ki freelancing websites pe kaam karte hai to personal account use karte hain or business account isliye use Kiya jata hai ki aap ka koi business ho jaise ki aap ko online Koi product kharid na Ho Ya beachte Ho isme Jo buy wala option aata hai na who is me banaya jata hai business account mein toh main aaj aapko Indirevidual account kese banaye hai vo bata unga dono account ki sem process hai aap follow kijiye to Friend aap ko dono me se ak account select karne ke baad continue option pe click karna hai uske baad Aap Ke Samne Ek Naya page open hoga iss pageme aap ko
- Country select kar leni hai
- Gmail account address Daal dena hai
- Aapko apna password daal dena hai yahape 8 se 20 character ke andar choose kar lena hai a to z or one Sibbal hona chahiye or niche
- Aapne Jo Upar password Diya vahi yahan pe daal dena hai re password
- Yahape aapko first name middle name last name daal Dena Hai Apna
- Date of birthday Yahape aapko Apne birthday date daal deni hai
- yahape apni country select kar leni hai
- yahape Apna pura address Dal dena hai
- yaha pe aapko Apni City daal deni Hai town city
- yahape aapka state select kar lena hai
- aapko apna pincode Dal dena hai
ab aap ko i agree ko check out karlena hai or agree and create account pe click kar lena hai ab Aap Ke Samne Ek Naya page open hoga isme aapko iss me aap ko apne debit card ki dittals pharni hoti hai bharni hai to bhar dijiye agar nai bhar ni hai to app unlink my card pe click karke skip kar sakte hain Agar aapke paas Debit Card hai to brardijiye ok iske baad aap ko kuch task complete karna hai Jani ki apni bank detail Pani Hai Apna PAN card number PAN Card details ab Aap Ke Samne page Aaye Ho Gayi likha hoga go to your account pe click karlena hai yaha pe aapka account banchuka hai bass ab pan card or Bank detail bharde ni hai aapke sambe asa likha hua aaye ga mene niche image me bata ya hai
PayPal page |
mene uper Image me bata hai vesa dikhai dega aap vahape click karna hai yahape personal mein confirm identity me apna pan card ki detail bhardeni hai iske baad side me niche account me purpose code me aap ko apna account kiss liye banaya tha vo select karlena hai iske baad side me Bank account pe click karlena hai ak baat bhulgaya friends sabse pahle apna mobile number or email address verify karwa lena hai ok.
PayPal account me bank detail bharne ka page |
aap ko friends yaha pe apni puri Bank account details bharni hai most important kyu ki aapka pesa Bank account me hi aaye ga ok ab aapke benk me smoll do credit jayege ki aapki Bank me pese aate hai ya nai aap ki Bank account details sahihai ya nai ok to Friend asp apni Bank me jakar check karlena fhir PayPal account me confirm kar dena aapka PayPal account active ho jayega uske baad aap paypal account mein pese Le sakte ho Kisi Bhi Online website pe kaam karke ok friends
Friend kesi lagi meri information agar achi lagiho to comment box mein type kar lena aur kuch bhi problem ho ya koi help chahiye toh bhi comment box mein type kar lena main aap ki help kar dunga ok friends milte hai agli post main.
Comments
Post a Comment